Jane Kab Khatam Hogi......

 jindgi ek surur hai..... kaha suru, kaha chita ki dhul hai....
na jane kab khtam hogi..... ye v ek junun hai.....
kavi ye furast ki yaaden.... kavi ummidon ki lahar... na jane kab khatm hogi...
 apni ye galtian... apna ye surur... kahi imtihan... kahi jindgi ki
bhul.... na jane kab khatm hogi.... na jane kab khatm hogi....

ye sanse ye lahu ka chalta safar hamari rago me.... na jane kab khatm
hogi.... intjar us aakhri ghadi ki... jab bas ek huk se aaigi... aur
humare hawaon ko hawa mi mila degi... na jane kab khatm hogi.... wo
aakhri intjar ek huk ki... na jane kab khatm hogi...

Koi surur dekhta hai,,, koi tawujur... koi to dekhe... us lahar ko jo
ab chalta v hai ab aahista aahista.... kesa dar ? un jiwan ke lal
ganga ko.... !!! bas ahista ahista... ek intjar.. jane kab khatm
hogi... jane kab khatm hogi....

2 comments:

  1. Naajane kahan aur kab khatm hogi.....Truly one more day without you.

    ReplyDelete